Skip to main content

Wo Jo Mera Sab Kuch Tha Mai Use Kbhi Bta Na Ska..
Wo Meri Baat Na Smjh Ska Na Apni Mujhe Smjha Ska..

Maine Jab Bhi Jazbon Ki Us Se Baat Karni Chahi..
Na Us Ne Meri Suni Na Apni Mujhe Suna Ska..

Maine Us Ki Furqat Mein Sare Jahan Ko Chhor Diya..
Wo Mera Phir Bhi Hua Nahi Na Apna Mujhe Bna Ska..

Waqt-e-Judaai Mere Zabat Ka Daman Toot Gya..
Maine Us Se Lipat Ke Rona Chaha Wo Gale Bhi Na Lga Ska..

ek arse Baad main Mila us se Bas Itna Us se Kaha Maine..
Na TUM Se Pehle Koi Dil Mein Tha Na Tere Baad Koi Aa Ska...

Comments

Popular posts from this blog

Raat sunti rahi

Raat sunti rahi main sunata raha dard ki dastan main btata raha Log logon se chahat nibhate rahe Ek wo tha mera dil jalata raha Dhop chaoon si uski tabiyat rahi Wo nigahein milata churata raha Dil ke mehman-khane men ronak rahi koi ata raha koi jata raha Ek main he pyasa raha mere dosto Log pite rahe main pilata raha

Shikwa

Shikwa Teri Yaado Se Is Tarah Kiya Hum Ne, Hanste Hansate Shama Ko Rula Diya Hum Ne, Ek Lamha Diya Tune Jeene Ke Liye, Aur Us Me Zindagi Ko Beeta Diya Hum Ne, Ek Saffhe Pe Likhi Teri Yaad Ki Dastan, Dusra Hissa Khaali Hi Jala Diya Hum Ne, Kiss Baat Ki Saja Dena Chahti Hai Wo, Jiss Baat Ko Sunte Hi Bhula Diya Hum Ne, Wo Kyun Nhi Kar Sakti Wafa Humse, Jiski Wafa Ki Khatir Har Rishta Bhula Diya Hum Ne .

नज़ीर नज़र की ग़ज़ल

अगर वो हादिसा फिर से हुआ तो मैं तेरे इश्क़ में फिर पड़ गया तो कि उस का रूठना भी लाज़मी है मना लूँगा अगर होगा ख़फ़ा तो मिरी उलझन सुलझती जा रही है दिखाया है तुम्ही ने रास्ता तो यक़ीनन राज़-ए-दिल मैं खोल दूँगा दिया अपना जो उस ने वास्ता तो चलो कुछ देर रो लें साथ मिल कर कोई लम्हा ख़ुशी का मिल गया तो तुझे महफ़ूज़ कर लूँ ज़ेहन-ओ-दिल में मिला है तू कहीं फिर खो गया तो नया रिश्ता निभाने की तलब में अगर टूटा पुराना राब्ता तो कलेजे से लगा कर रखते हम भी हमें वो राज़ अपने सौंपता तो 'नज़र' तुम ज़िंदगी समझे हो जिस को फ़क़त पानी का हो वो बुलबुला तो ~ नज़ीर नज़र