Skip to main content
अरसों बाद कर के बात तुझ से महसूस हुआ है ... तू नहीं है पास... पर अभी बदला नहीं है ...

Comments

Popular posts from this blog

Tum bhi

kabhi tadpo hamari yaad me tum bhi... kabhi tarso hamari deed ko tum bhi... mango duao me hame har dar pe rab ke tum bhi... tab dekh kar nazre tumhe fer le hum bhi.... tab janoge dil ki tadap kya dard deti hai... smjhoge tum tab ke yaar ke berukhi kaise chain chhin leti hai... jo raato ko tumhe bhi neend na aaye... sanso se jyada zroorat hai tumhe hmari dil tumhara ye jaan jaye... har ek me tlashte firo tum surat meri... tu sajde kare aur khuda ibadat na bane teri... tab jaan jaoge ke kitna mushkil hai mohabbat me juda hokar jeena... ansu khud ke peene se achha hai zahar ka ghut peena...

Wo aksar bhool jata tha

Udaas shamon mein woh laut ke aana bhool jata tha, Kar ke khafaa mujh ko manana bhool jata tha, Inhi khaslaton ne uski mujhe badnam kar dala, Wo likh ke naam diwaron pe mitana bhool jata tha, Mat pooch mohabbat mein la’parwahi uski, De ke zakhm wo marham lagana bhool jata tha, Kitna dilnashi’n hota tha uski yaad ka manzar, Wo jab bhi yaad aata tha zamana bhool jata tha

Hasrat

Dekha palat k us ne k  Hasrat usay bhi thi Hum jis pe mitt gae thay Muhabbat usay bhi thi Chupp ho gya tha dekh kar wo bhi idhr udhar Duniya se meri tarha shikayat usay bhi thi Ye soch kar Andhere galey se laga liye  Raaton ko jaagne ki Aadat usay bhi thi  Wo Ro Diya tha mujh ko Pareshaan dekh kar Us din khula k meri zaroorat usay bhi thi...!!!